Maiya Hai Meri Sheronwali
मैय्या है मेरी शेरों वाली

Maiya Hai Meri Sheronwali

To Print -- Right Click -- Print Picture

Maiya Hai Meri Sheronwali

Maiya Hai Meri Sheronwali - English text

Maiya hai meri Sheronwali
Shan hai Ma ki badi nirali
Sacha hai Ma ka darbar
Maiya ka jawab nahi...
Unche parbat bhawan nirala
Bhawan mein dekho singh vishala
Saacha hai maa ka darbar
Maiya ka jawab nahi...
Hathoon mein kangan khan khan khanke
Mathe ki bindiya cham-cham chamke
Lal gale mein haar
Maiya ka jawab nahi...
Meri Maa hai Durga
Maa hai Kali
Bhagatoon ki jholi bharne wali
Karti baida paar
Maiya ka jawab nahi...
Nange paroon Akbar aaya
Naal sone ka chatar chadaya
Door kiya anhankar
Maiya ka jawab nahi...