|
 |
II
Santoshi Ma Ki Aarti II
संतोषी माता आरती

Jai Santoshi mata,
maya Jai Santoshi
mata,
Apne sevak jan ki,
sukh sampati data,
Jai Santoshi mata....
Sundar chir sunahri,
man dharan kinhon,
Hira Pana damke, tan
shringar liyo,
Jai Santoshi mata....
Geru lal chhata
chhavi, badan kamal
sohe
Mand hansat
karunamayi,
Tribhuvan man mohe,
Jai Santoshi mata....
Svarna sinhasan
baithi, chanvar
dhure pyare,
dhup, dip, madhu
meva, bhog dhare
nyare,
Jai Santoshi mata....
Gud aur chana param
priya, tamen santosh
kiyo,
Santoshi kahlai,
bhaktan vaibhav diyo,
Jai Santoshi mata....
Shukravar priya
manat, aj divas sohi,
Bhakti mandali chhai,
katha sunat mohi,
Jai Santoshi mata....
Mandir jag mag jyoti,
mangal dhvani chhai,
Vinai kare tere
balak, charnan sir
nai,
Jai Santoshi mata....
Bhakti bhavmai puja
angikrit kijai,
Jo man vasai hamare
ichha phal dijai,
Jai Santoshi mata....
Dhyan dharo jan tero
manvanchhit phal
payo,
Puja katha shravan
kar ghar anand ayo,
Jai Santoshi mata.
Sharan gahe ki, laja
rakhiyo Jagdambe,
Sankat tu hi nivare,
dayamayi Ambe,
Jai Santoshi mata....
Santoshi man ki
aarti jo koi jan
gavai,
Riddhi-Siddhi sukh
sampati, ji bhar ke
pavai,
Jai Santoshi mata....
Related Topic
:
|

|