 |
II
Annapoorna Devi ji Ki Aarti II
अन्नपूर्णा देवी आरती

Barambar Pranam Maiya
Bamambar Pranam....
Jo nahin dhayavai tumehen
Abike, kahan usse vishram.
Annapoorna devi naam tiharo,
lete hot dab kaam.
Pralay yugantar aur
janmantar,kalantar tak naam.
Sur suron ki rachna karti,
kahan krishna kahan Ram.
Chumahi charan chatur
chaturanan, Charu chakradhar
Shyam.
Chandra choor chandranan
chakar, Shobha lakhhi lalaam.
Devi Dev dayniya dasha mein,
Daya daya tav jama.
Trahi-trahi sharanagat
vatsal, sharan roop tav dham.
Shree hreem shradha shree
ean vidhiya, shree klim
kamal kaam.
Kantibhrantimai kanti shanti
sayovar detu nishkaam.
|
|