15 August; पन्द्रह अगस्त,
Contributed by: Shubham Mishra, 6 years old, std. I.

To Print right click on the picture and click Print Picture

15 August,पन्द्रह अगस्त, Hindi Poem

Note: Pl. do not try to copy the rhymes, some of them can be copyrighted material of the contributors.

Lal kille ke aas paas hai aajadi ka mela
Sabse upar naach raha hai jhanda ek akela

Kadam badhake sina taane fauji aate jaate
Pure nau nau bache saare chane kurkure khate

Sabhi kahte hain aaj ke din aajad huatha desh
Sabhi kahte hain aaj ke din angrejon ka raj huatha sesh

Abhi kuch to samajh na aaye aajaadi aur desh
hum to chhat se dekh rahein hain patang patang ke pesh

Humse koi puche bachon aajaadi kya hoti hai
hum kahdenge us din sabki puri chhuti hoti hai

Welcome !

Kathas Aarti Mantra Shaloka Pooja Chalisa Bhajan