Vrindavan ka Krishna Kanhaiya
वृन्दावन का कृष्ण कन्हैया

Vrindavan ka Krishna Kanhaiya

To Print -- Right Click -- Print Picture

Vrindavan ka Krishna Kanhaiya

Vrindavan ka Krishna Kanhaiya- English text

Vrindavan ka Krishna Kanhaiya,
sab ki ankhon ka tara -2
Mann hi mann kyun jale Radhika,
Mohan toh hai sab ka pyara
Vrindavan ka Krishna Kanhaiya,
sab ki ankhon ka tara.....

Jamuna tat par Nand ka lala,
jab jab ras rachaye re -2
Tan man doley Kanha aisi bansi madhur bajaye re
Sudh budh khoye khaoi gopiyan jane kaisa jadu dara
Vrindavan ka Krishna Kanhaiya.....

Rang salauna aisa jaise chhai ho ghat savan ki -2
Airi main to hui deevani Man Mohan Man Bhavan ki
Tere karan dekh sanvare chhod diya maine jag sara
Vrindavan ka Krishna Kanhaiya
sab ki ankhon ka tara.....